Ekk Ham Hain Ke Sir Jhukaaye Khade Hain-Â…umron Se
Ekk Wo Hain Ke Wo Ham Pe Taras Khaate Hii Nahi-Â…
Ekk Mudat Se Liye Baithe Hain Khanjarto Magar
Jaane Kis Soch Mei Hain -‘wo-‘ ham Pe Chalaate Bhii Nahii
Wo Tadapte Hain Or Kehte Hain-Â…hame Takte Raho-Â…
Unka Is Tarha Tadapna Ham Seh Paate Hi Nahi,
Is Pe -Ë—wo-‘ Kehte Hain Ke Latke Raho Tum Ey Dil
Or Ham Latke Hain -Ë—wo-‘khatka Dabaate Hii Nahi,
Raatbhar Khwaab Mei Or Din Mei Haqeekat Bankar
Kabhi Phonon Se Kabhi Khat To Kabhi Pc Per,
Or Phir Kehte Hain-Â…bhulaane Ki Koi Raah Karo
Apne Naa Hone Kaa Ehsaas Magar -‘wo-‘ Apni Baat Se Karaate Hi Nahi,
Main Kai Baar Kasam Khaa Leta Hoon Yoon To
Main Kai Baar Usko Rula Leta Hoon Yoonto,
Sach To Ye Hain Kii Insaan Ham Bhii ‘Buzdil’ Hain
Maazra Kya Hain Unhe Khulke Bataate Hii Nahi.