Ek Paglii Si, Diwaani Si-Â…-Â…
Har Rut Main Mastaani Si-Â…-Â…
Kabhi Chaand Se Karti Baatein-Â…..
Kabhi Man Ko Tatolti Aankhein-Â…..
*Sahara Mein Ek Phool Ki Tarah-Â….
Hai Vo Aab-O-Paani Si-Â…..
Ek Pagli Si, Diwaani Si-Â…-Â…
Kabhi Udte Parindon Ki Tarah-Â…
Milti Hai Khule Bandon Ki Tarah-Â….
Kadi *Zau Mein Milti Hai-Â…..
Koi Lehar Barfaani Si-Â…..
Ek Pagli Si, Deewaani Si-Â…-Â…
Dil Mein Utarti Uski Chanchalta-Â…..
Batoon Se Mann Hai Behalta-Â…-Â…
Zehan Mein Bass Gayi Hai-Â….
Uski Ek Nishaani Si-Â…..
Ek Pagli Si, Deewaani Si-Â…-Â…
Toote Rishton Mein Hai **Sahra-Â….
Nahi Mera Hai Sab Tumhara-Â….
Mit.Ta Hai Jab Bhi ^aman^-Â….
Banti Hai Vo *Baani Si-Â…..
Ek Pagli Si, Deewaani Si-Â…-Â…
Har Rut Main Mastaani Si-Â…-Â…