Ek Ek Din Is Tarah Se Guzrta Hai Jaise Na Ankhoo Mai Na Koi Umeed
Dil Ko Maloom Hai Koi Fayada Hi Nahi Jinke Sahore Pe The Wohi Besahara Hai Aaj
Kya Koi Tuphan Tha Ke Sahara Dene Wale Khud Besahara Ho Gaye
Do Hatho Se Karti Hoo Aaj Ye Shikyat Bhagvan Se
Khud Sahara Na Ban Sake To Kam Se Kam
Sahara Denewalo Ka Sahara To Na Chin
Un Ankho Main Itne Ansoo Na Bhar
Jinko Bahane Ke Liye Asman Ke Age Haath Phelana Pade
Badal Bhi Baras Pade To Koi Gum Nahi Unki Chikh Ko
Garjte Hua Badalo Hoga Sath Aur Kal Ka
Tapta Huwa Suraj Saaph Dikhai To Dega