Ek Dar Seenese Liye Chaltahein Ke Khonade Usein
Yeh Sach Ko Andekhee Kartaahein Ke Paa Na Sake Usein
Ab Is Pagle Ko Kya Batavoon Jo Jaan Ke Bhee Anjaana Banein
Is Maasoom Se Kya Boloon Jo Naamumkin Si Fariyaad Kiyee Jaayein
Is Naa Samajh Ko Kyaa Samjhaavon Abhee
Sahil Se Milke Rehegee Naav Koi Kabhee?
Ek Din Ka Diya Se Yeh Na Samajhna Ke Aagayein Ujaalon Ke Din
Eh Dost Hamari Naseeb Mein Hein Jeena Na Andheron Ke Bin
Ek Din Ka Dera Hein Yahaan
Kal Subah Ki Pehlee Kiran Pe Chod Jaayeegi Woh
Eh Mere Dost Sambhal Jaa Zara Too Teri Na Hogi Kabhi Woh