Eh Bhagwaan Ab To Mujhe,
Meri Kismat Per Koi Shak Nahin Hain,
Kiya Mera Kisi Per,Ja Kisi Ko Mujh Per,
Koi Hakk Nahin Hain.
Dil Ki Yeh Nazook Taar,Kiyon
Zaara Zaara Ker Ke Toot Rahi Hain,
Eh Chod Chale Jane Waale,
Tujhe Jaata Dekh Ker,
Meri Aankh Mein Nami Hain,
Mukh Modne Se Phele Yeh Batade,
Mere Pyar Mein Kya Kami Hain.
Maanta Hoon Mein,Mera Samay, Meri Zindagi
Hai Kisi Ke Aadheen,
Zindagi Mein Bohut Kuch Diya Hain Unhone,
Mein To Dabba Huya Hoon, Unke Ahsaano Taale,
Bina Unhe Dard Diye, Tu Mera, Tere Liye Unhse
Thoda Sa Hakk Dila,Aanjani Kii Taran Shod Jaane Kii Wajha,
Tu Hummat Bankar ,Mera, Aapno Se, Aapne Liye,Kuch Hakk Dila.
Log Aate Hain Sager Kinare Pe Tere
Haal Chaal Pooch Ker,
Aapna Hakk Samajh Ker,Aadesh De Ker Chale Jaate Hain,
Aaj Poochtan Hoon Mein, Sager
Kya Kisi Ne Bhii Meri Gahrai Mein Dabi Baat Jaan Ne Kii Kosish
Ke Hai.Eh Hawa,Eh Khushbooeh Chanda Eh Tare,
Abh Tu Hee Batta,Kya Ab Todd Ke En Zanzeeron Ko,
Mil Aaon Aapne Pyaar Se,
Ja Dabb Ke Aapno Ke Ahsaano Taale,
Mukh Mod Loon Aapne Pyaar Se