Duniya Mein Aana Ak Saja Lagta Hein
Ab Jindgi Jina Bhi Ak Saja Lagta Hein
Khushi Milti Hi Maheku Jab Bagiya Mein
Malik Badal Jaye To Ak Saja Lagta Hein
Khilti Raheti Hu Her Din Mausam Ke Saath
Sakho Se Juda Hona Fir Ak Saja Lagta Hein
Mala Mein Bandhne Se Khush Hota Hi Ye Man
Bandhte Bandhte Sui Ki Chubhan Ak Saja Lagta Hein
Khush Hui Ki Bani Mein Kisi Ke Balo Ka Shingar
Sham Hote Hi Perome Kuchale Jana Ak Saja Lagta Hein
Saja Lagta He, Ha Ak Saja Lagta Hein,
Mitti Mein Milkar Kafan Ke Bina Hi Datt Jana, Ak Saja Lagta Hein