Doston Kal Dekhiye Shayad Haya Ki Dhoop Ho.
Be Hayayi Ki To Barish Aaj Musladhar Hai.
Jitni Jahan Ne Kee Hai Taraqqi Aye Doston.
Utnee Hui Hai Har Aadmi Kee Soch.
Tahzeeb-E-Nau Kee Aag Se Tu Doo-Door Rah.
Tujh Ko Jala Naa De Yeh Nai Raushnee Kee Soch.
Dushmano Kee Dostee Se Jee Ko Bahlane Lage.
Aastin Jo Uultee Hum Ne Sanp Sharsmane Lage.
Milao Hath Chalo Mujh Se Dosti Kar Lo.
Agar Ho Waqai Iss Zindagi Maen Tanha Tum.
Eehan Mujhe Bhi Nahi Hai Koi Janne Walaa.
Mere Hee Jaise Ho Aye Ajnabee Sarapa Tum.
Hue Iss Qadar Muhazzab Kabhi Ghar Kaa Muh Na Dekha
Katee Umar Hotalon Maen Mare Haspatal Jaakar.
Bahut Bhoob Hai Yuon To Khud-E-Bari Bhi.
Watan Kee Zami Phir Watan Kee Zami Hai.