Door Desh Main Nishan Hai Tera-Â…
Badi Imarton Main Basera Hai Tera..
Bharat Main Phir Bhi Hum Dua Karte Hai
Ki Hum Tumhe Yaad Karte Hai-Â…
Maa Ki Gaud Se Juda Ho Tum-Â…
Wahan Ke Chahe Khuda Ho Tum-Â…
Hum Khuda Se Par Fariyad Karte Hai..
Ki Hum Tumhe Yaad Karte Hai-Â…
Kayi Din Hue Tumko Yahan Se Gaye-Â…
Yaden Kyun Dil Main Chor Gaye-Â…
Tere Khaton Ko Shubah Sham Padte Hai-Â…
Ki Hum Tumhe Yaad Karte Hai-Â….
Kheton Main Aaj Bhi Hawa Lehrati Hai-Â…
Khushbu Teri Bhi Inme Se Aati Hai-Â…
Inme Aaj Bhi Tumhe Khelte Dekha Karte Hai..
Ki Hum Tumhe Yaad Karte Hai-Â…
Tu Bade Bade Kalamo Ko Aaj Likhta Hai
Par Tere School Ka Wo Bag Khali Dikhta Hai
Hum Teri Kitabon Ko Bhi Chooma Karte Hai-Â…
Ki Hum Tumhe Yaad Karte Hai-Â…
Wo Chat Pe Beetti Thi Garam Raten
Doston Se Pyar-Takrar Ki Baten..
Hum Khidki Se Aaj Dekha Karte Hai-Â…
Ki Hum Tumhe Yaad Karte Hai-Â…
Paas Ke Bagh Main Har Sham Ko Jana-Â…
Ghoomte Ghoomte Ladki Ko Patana -Â…
Ab Kahan Wo Deewane Yaar Karte Hai-Â…
Ki Hum Tumhe Yaad Karte Hai-Â…
Ab Aaja Ki Bohat Din Hue-Â…
Rasta Dekhte Thakte Na Hue
Aaj Bhi Har Pal Tera Intzar Karte Hai
Ki Hum Tumhe Yaad Karte Hai-Â…
Maa Ki Gaud Main Sir Rakh Lena-Â…
Papa Ke Kandhe Pet Um Ro Lena-Â…
Doston Ke Dil Milne Ko Karte Hai-Â…
Ki Hum Tumhe Yad Karte Hai-Â…
Askho Ko Ab Hansi Bana Do..
Apne Bhai Ko -ŗmast- Bana Do-…
Hum Sab Tumhe -ŗsaccha_pyar- Karte Hai
Ki Hum Tumhe Yaad Karte Hai-Â…