Do Deewane Ek Shahar Ke
Anpa Ek Basera Banana Chahte
Par Yeh To Bas Ek Sapna Hi Reh Gaya
Manzil Ke Raste Par Itne Rukawatein Jo Agaye
Shaadi Unki Nahi Ho Rahi Thi
Kyun Ki Ma Baap Ne Raza Hi Hahi Di
Bagi Ban Gaye Dono,
Chod Diya Apna Ghar
Un Ke Paise Din Ba Din Ghatte
Chad Gaya Sar Pe Karz
Jaise Bhi Woh Rahe,
Bhush Bohut The Yeh Bhi Nahi Laga Unhe,
Ki Ghar Mein Rashan De Dabbe Khali Ho Gaye
Dono Ko Nazar Lag Gayee Jaise
Un Ke Sare Sapne Tooth Gaye
Do Deewano Mein Se Ek Mar Gaya
Aur Dusra Marne Ko Hai