Dil Se Rona Aataa Hei Hume
Par Kesi Dard Ka Sahaara Na Mila
Dard-E-Dil Batnaa Hei Hume
Par Kesi Deewane Ka Sahaara Na Mila
Sukh Ke Kinaare Ko Dekhna Chaahta Hoon Mei
Par Kesi Maahanji Ka Sahaara Na Mila
Khooshiyon Mei Bet^ne Ka Dil Chaahta Hei
Par Kesi Hasaanewale Ka Sahaara Na Mila
Pakke Jar Ugaane Ka Beehj Banaa Chaahtaa Hoon Mei
Par Saelaab Zamiin Mei Ek Naaleh Ka Sahaara Na Mila
Sehra Ki Reyt Mei Nasiim Banaa Chaahtaa Hoon Mei
Par Sehra-E-Tuufaan Mei Ek Saraab Ka Sahaara Na Mila
(Saelaab = Flood) (Nasiim = Gentle Breeze) (Saraab = Mirage)
Chaandni Ki Tarha Mohobat Kar^na Chaahta Hoon Mei
Par Amaawas Ki Raat Mei Chaand Ka Sahaara Na Mila
Sitaaron Ki Tarha Zindagi Ko Roshan Kar^na Chaahta Hoon Mei
Par Apne Hi Suuraj Ki Roshni Ka Sahaara Na Mila