Dil Kii Kashti Mein Yei Kesa Chheyd
Ke Aasoon Se Bhar Ke Gharq Kar Diya
(Chheyd = Hole) (Gharq = Drown)
Sharab Kii Botal Mein Yei Kesa Zeher
Ke Maut Kaa Nashaa Dil-E-Dard Ko Mast Kar Diya
Aaj Tere Dard Kii Awaaz Mujko Beahra Banaa Diya
ƒ‘’ºmrbhar Ke Liye Tune Mujhe Mushkilon Se Aazaad Kar Diya
Chand Kaaghazon Pe Bey-Nuur Alfaaz Likh Ta Rahoon
Woh Kese Khayaal Hein Jo Ashk Kaa Sahaara Lekar Likh Ta Rahoon
(Bey-Nuur = Lonliness) (Ashk = Tears)
Bar Baadi Mein Niilaamii Kaa Karz Kis Tarhaa Se Mein Nibhaon Raj
Khandani Taaj Ko Qaa’em Kar Diya Par Khud Daari Ko Rukhsar Kar Diya
(Bar Baadi = Destroyed) (Khud Daari = Self-Respect) (Rukhsar = Send Away)