Dil Ki Lagi Ne Ham Ko Diwaana Bana Diyaa,
Or Es Jahaan Ne Ham Ko Begaana Banaa Diyaa,
He Pyaar Jurm Karna To Dil Hi Kun Diyaa,
Dil Deke Duniyaan Mei Saarhad Banaa Diyaa,
Mein Pyaar Jis Ko Karti Raahi Taa Umr Ae Khudaa,
Yus Ke Hi Dil Se Mujh Ko Begaana Bana Diyaa,
Yuski Hi Yaad Mei Me Sooi Or Subhaa Jaagi,
Jisne Jahaan Ke Samne Begaana Bana Diyaa,
He Pyaar Jurm Ham Se Ye Jurm Ho Gayaa,
He Teare Haath Rabba Ki, Tu Kyaa Silaa Diyaa,
(Bibbo)ne Kiyaa Pyaar Hadde Intihaan Yuse,
Phir Bhi Na Milsaki.Wafa Ye Kya Sila Diyaa.

Written By Hameeda Ameer