Dil-E-Hasarat-Nasib Bas Nazar Bhar Dekhne Ki
Ek Wo Hain Jo Aankhe Churaaya Karte Hain
Lamhaat -—e-Yaad -—e-Yaar Yaad Bahut Aata Hai
Ek Wo Hain Jo Khwaabon Se Bhi Katraate Hain
Mere Nas Nas Main Wo Aise Samaaye Hain
Ek Wo Hain Jo Naam Lene Se Bhi Ghbraate Hain
Meri Zindagi Unse Hin Shuru Unpe Hin Khtam Hoti Hai
Ek Wo Hain Jo Sangdili Ka Rukh Apnaate Hain
Ek Hin Vaade Pe Toh Meri Khushiyono Ki Buniyaad Thi
Ek Wo Hain Jo Uss Vade Ko Todne Ki Baat Kehte Hain
Zindagi Kat Hin Jaati Bas Ek Unke Naam Ke Sahaare
Ek Wo Hain Jo Naam Bhool Jaane Ka Vaada Lete Hain