Dil Bhi Tha Duan-Dhuan Hai Raat Bhi Udaas
Hai Aadmi Ke Bheech Mein Hai Aadmi Udaas
Rehbaron Ka Mulk Mein Ghata Sa Par Gaya
Jism Par Dhare Hain Ab Sab Kaagzi Libaas
Phoonka Kiye Hain Doosron Ke Ghar Jo Ab Talaq
Unko Bhi Zhulse Shaher Mein Hai Chhaan Ki Talaash
Waadon Ka Kya Wade To Hain Jaise Ki Sheesh-Mahel
Ik Jark Se Deh Jaayen Ge Kho Jayega Ujaas
Shikwon Ke Dar Se Aajkal Milte Nahin Hain Log
-Ë—harash-‘ Aise Shaher Mein Karta Hai Kya Talaash