Dava Kabhi Khud Hi Dard Ban Jati Hai
Jaise Lehar Sahil Ko Chhoom Laut Jati Hai
Dhadkan Ki Lay Par Jhoomti Saansein
Kabhi Achanak Hi Rook Si Jati Hai
Palkein Khuli Ho Ya Band Farkk Kuch Nahin
Unki Tasveer Jaise Aankhon Mein Bas Jati Hai
Labb Muskura Bhi Nahin Pate Khul Ke Aur
Khushi Dastak Dekar Laut Jati Hai
Abb Armanon Ki Chhitta Jalate Hain Shabb Bhar
Takdeer Jaisi Kisiki Bujh Jati Hai