Dard-O-Gum Bad Rahaa Hai Hadd Se Jayada-Â…-Â…
Pee Raha Hoon Aaj Phir Hadd Se Jayada-Â…..
Mehffilon Mein Bhi Yeh Tanhaayi Ka Aalam-Â…..
Jee Raha Hoon Aaj Main Hadd Se Jayada-Â…-Â….
Sukoon Paaon Jo Basa Le Ye Jaan, Magar-Â…-Â…
Aasmaane Hai Aankehn Unki Hadd Se Jayada-Â…..
Kaise Karoon Apni *Muflisee Ka Bayan-Â…..
*Aalee Hain Aaj Bhi Vo Hadd Se Jayada-Â…..
Janaaze Pe Bhi Shayad Chain Na Mile-Â…..
Baqee Hain Qarz Meri Hadd Se Jayada-Â…..
Le Jaao Mujhe, Yun Tadapta Na Choodo-Â…..
*Aseree Mein Ghira Hoon Hadd Se Jayada-Â…..
Had-E-Nazar Tak Hai *Sihaayiaan ^aman^-Â…-Â…
Kaun Karega Pyar Tujhe Hadd Se Jayada-Â…..