Dard Ke Garv Mein Pal Rahe Te Yeh Ashk Mere
Par Ankhon Ke Dehelez Se Humne Inhe Kabhi Milaya Hi Nahin
Jab Rahaa Nahin Gayaa Gunamie Mein To Bahar Ke Aur Aye
Rasta Bhee Unone Chuna Woh Jo Humne Kabhii Chaha Hi Nahin
Mere Tabassum Se Lar Kar Mer I Ankhon Me Baith Gaye
Tak Gaye Phir Jab Hum, Phir Humne Unko Chupaya Hi Nahin
Ek Ek Karke Behene Lage Woh Ankhon Se Mere
Rokhna Chahate Ta Unhe, Jinhe Humne Kabhi Bulaya Hi Nahin
Chupke Se Hata Diyaa Unhe Anpne Galon Se, Ke Koi Dekh Na Le
Phir Se Hum Muskurane Lage, Jaise Hume Kisi Ne Kabhii Rulaya Hi Nahin
Kahi Inhe Bhee‚  Cheen Na Le Yeh Duniya Wale Humse
Tanha Hojayenge Hum Inke Bina, Jo Kisi Aur Ka Saath Humne Kabhi Paya Hi Nahin