Dabe Lafzon Mein Kabhee Humne Ye Sunaa Thaa
Kissi Jamaane Mein Ishq He Khuda Thaa,
Magar Raha Wo Bayaan -Ë—Hizda-‘
Ye Jism Hindu Or Jaan -Ë—Hizda-‘
Pehle Rahe Thai Sabhee Ek Ghar Mein,
Ab Bann Gaye Hain Alag Alag Kamre,
Youn Ho Gayaa Ye Makaan -Ë—Hizda-‘
Ye Jism Hindu Or Jaan -Ë—Hizda-‘
Jaane Ye Bazaar Yahaan Kaun Laaya
Kabhee Hai Ishwar Kabhee Hai Maaya,
Youn Ho Gayi Ye Dukaan -Ë—Hizda-‘
Ye Jism Hindu Or Jaan -Ë—Hizda-‘
Kissi Waqt Ishq Or Aashiqee Ka Nasha Kuch Or Thaa
Ishq Mein Maashook Ki Gulaami Ka Mzaa Kuch Or Thaa,
Ab Ho Gayaa Her Gulaam -Ë—Hizda-‘
Ye Jism Hindu Or Jaan -Ë—Hizda-‘
Uusool Tode, Gharon Ko Toda,
Tinka Tinka Kerke Zindgi Ko Joda,
Or Reh Gayaa Sab Samaan -Ë—hizda-‘
Ye Jism Hindu Or Jaan -Ë—hizda-‘
Her Ki Safar Ko ****Ker Picche
Jameen Se Uper Amber Se Niche
Youn Ho Gayi Ye Udaan -Ë—hizda-‘
Ye Jism Hindu Or Jaan -Ë—hizda-‘
Kat He Na Paaya Safar Kat-Te Kat-Te
Kabhee Na Dekha Kissi Ne Palat-Ke
Mukeem Murda, Mukaam -Ë—Hizda-‘
Ye Jism Hindu , Or Jaan -Ë—Hizda-‘
E Jist Tujhme Her Mausam Ki Shirkat
Nahi Tujhper Likha Ye Kalaam -Ë—Hizda-‘
Kubul Ker Mera Ek Salaam Tu
Nahi Mera Ye Salaam -Ë—Hizda-‘