Chupaya Jaa Nahi Sakta
Dikhaya Ja Nahi Sakta,
Mohabbat Rog Kaisa Hain,
Bataya Ja Nahi Sakta,
Yeh Chahat Raat Ko Bachoon
Ki Manand Jaag Jaati Hain,
Esay Phir Loriyan Day
Kar Sulaya Jaa Nahi Sakta