Chalthi Jaye Ge Ab Zindagi Bin Tumhare,
Likha Hai Yeh Haathon Ki Leekeron Mein Mere
Sasso’on Ki Umar Tore Aur Hai Batchi
Dard Aur Saath Mein Ansoon Tore Aur Hai
Baartey Hui Kadaamo Ke Neeche Chubne Hai Abhi Aur Kante
Aur Lahu Beh’na Hai Paani Ki Tara Dil Ki Gehrai’o Se
Ansson Jo Bankar Sapne Rehte The Paalkon Mein
Ab Voh Bhi Kaanch Ke Tara Tootne Hai Paik’
Ke Huy Paathr’on Ke Tara Logo Ki Zuban Se.
Gham Ki Parchai Abh Bhi Saath Chale Ge Mere, Doop Mein Jalane Ki Leye
Saath Uska Yaad Dill’ai Ga Jo Sif Adha’i Raaste Ka Humsafar Tha
Shukria Karu Tumhara Ki Tumne Sikha Diya Muhaabaat Mein Jee’kar Marna
Ya Do Duwa Tujhe Ke Phir Bhi Rahe Tu Salamath
Na Zubaan Se Nikal’the Hai Bud’duwa Tumhare Liye
Na Haath Uthe’ Hai Koi Duwa Ke Liye
Pyar Tho Humne Kiya Tha Tumse,
Tumne Tho Pyar Jaise Pakh Cheez Ko De Hai Gal’e
Phir Bhi Ab Bhi Jeena Hai Mujhko
Likha Hai In Haathon Ki Lakeeron Mein.