Bhegee Palkon Pe Bhi Poshida Kaye Armaan Hote Hain
Tote Tare Bhi In Pe Sham O Sher Mherbaan Hote Hain
Kanton Ki Chuban Bhi Phoolon Ka Maza Bhi In Main
Ess Dard Ke Mossam Main Kayee Samaan Hote Hain
Yhe Phool Se Chere Hanste Howay Gull Dasste
Koi Bhi Nahin Aapna Sab Dasste Be Daan Hote Hain
Goom Name Kabhi Apnon Se Jo Gham Inhe Howay Hasil
Kuch Tu Yaad Rakhte Hain,Kuch Pash E Maan Hote Hain
Labon Par Mehr E Kahamoshi Aayan Kushee Rukah Par
Asy Eztiraab Chareon Pe Drad Ke Kayi Nishan Hoet Hain
Kabhi Purskoon Aankhon Main Samnndar Ther Jaty Hain
Bazahir Asy There Howay Pani Main Kaye Tofaan Hote Hain
Jo Dilon Ka Qara Lot Lay,Jo Chahton Ka Khumaar Lot Lay
Vo Be Drad Dil Dur Rehkar Kaisse Shadmaan Hoet Hain
Suna ,Peyaar Chupta Nahin Yun Palkon Ko Jhokaane Se
Krein Zahir In Tehreer Main Chupa Jo Unwaan Hote Hain
Mere Lafaz, Mere Moti, Mera Shaeel, Mera Naz O Undaaz
Zahir Main Do Jissam Hain Magr Hum Ek Jaan Hote Hain