Bheegi Hai Palkein Humari Ek Nadi Ki Tarha,
Ro Rahe Hai Hum Idhar Aur Has Rahi Hai Woh Ek Ajnabi Ki Tarha.
Kabar Ko Napak Samjha Hai Un Beimano Ne,
Par Woh Beimaan Bhi Wafadar Nikle Humare Ansuon Ki Tarha.
Ghirte Hue Paton Se Sajhi Hai Aaj Kabar Humari,
Yeh Kabrastan Bhi Tanha Nikla Humari Andheri Zindagi Ki Tarha.
Rote Hai Hum Aaj Kal Khushion Ke Mausam Main Bhi,
Yeh Rota Hua Pal Bhi Adhura Nikla Humare Pyar Ki Tarha.
Hum Toh The Pagal Unke Pyar Main Aaj Marr Bhi Gaye,
Maut Ka Paigham Bhi Khushi De Gaya Eid Ke Chand Ki Tarha.
Dil Toh Rona Chahta Tha Khul Ke Par Ankhein Dokha De Gayi,
Woh Bhi Badhi Rehgayi Humare Pyar Ki Tarha.