Bewafaa Ki Galiyon Me
Bewafaai Ki Aadat
Bewafaai Ki Sohbat
Bewafaa Ki Daulat Hai
Humbhi Jaa Ke Dekhenge
Bewafaa Ki Galiyon Me
Bewafaa Ke Haathon Se
Befawaai Ki Daulat
Hum Wafaa Ke Saude Me
Maang Karke Dekhenge
Befawaa Ki Baaton Me
Bewafaai Ka Jaadu
Bewafaa Ke Haathon Me
Bewafaai Ki Khushbu
Hum Bhi Choo Ke Dekhenge
Bewafaa Ke Haathon Ki
Bewafaa Lakeeron Me
Apni Wafaa Ki Kismat Ko
Hum Bhi Padh Ke Dekhenge
Bewafaa Ki Galiyon Se
Bewafaai Ke Kaante
Hum Bhi Chun Ke Dekhenge
Bewafaa Ki Raahon Me
Bewafaa Ke Saath Saath
Hum Bhi Chal Ke Dekhenge
Uss Bewafaa Pe Nisaar Hai
Waise To Saari Duniya
Uss Bewafaa Ki Baahon Me
Hum Bhi Marr Ke Dekhenge
Karan
Hum Bhi Ek Bewafaa Se
Kabhi Ishq Karke Dekhenge