Bayqeraree Ne Dil Ke Karwaye Kaam Kaisae Kaise
Warna To Is Feraybee Duniya Mein Kuch Khaas Muqaam Humara Nahi Hai
Payeh To Dost Bahut Is Deyar Mein Lekin
Hua Os Ke Jaisa Dost Koi Humara Nahi Hai
Uaer Ka Ek Hisa Bitaya Jis Ke Sath Hum Nay
Wo Raha Yar-E-Namedar Bhee Ab Humara Nahee Hai
Janay Kia Howa Hay Kabhi Cheltay Cheltay Rukh Sa Jata Hay Yeh
Dil Tou Kabhi Pehlay Youn Dherka Hemara Nahee Hay
Bus Ek Kheyal Say Un Kay Cheray Pay Aa Jatee Hay Muskurahet See
Hayraan Hain Kay Pehlay Tou Howa Kuch Haal Iesa Hemara Nahee Hai
Mayous Nahee Hain Hum‚  Baymurad Bhee Nahee Gerchay
Dasht-E-Mohabbat Main Koi Gul Bhee Tou Khila Hemara Nahee Hay
Dil Pay Choutain Tou Bahut Theen‚  Zakhm Ab Dikhlayain Kia
Gehrayee Ho Jis Key Wesat-E-Nezr Main‚  Iesa Zakhm Hemara Nahee Hai
Najanay Kyun War Kertay Hain Ek Neya Saroaz Wo
Edawet Ka Un Say Tou Koi Silsila Hemara Nahee Hai
Bewafayee Ko Ous Key Bhula Daetay Hain Ekser Yehe Souch
Bena Jora Apna Shayed Aasemaan Pay Hemara Nahee Hai
Chout Iyesee Lagayee Zalem Nain Kay Ab Betayain Kia Khaki
Guzer Jana Mushkel Sahee Namumkin Hemara Nahee Hai