Bab-E-Azaadi Ka Pahela Varq‚  Kahun Tuze,
Barg-E-Sagir-E-Hind‚  Ka‚  Nasib‚  Kahun Tuze,
Fakhr-Un-Nisa‚  Fatima Ka Fakhr Kahun Tuze,
Ya-‘ne Ali Hayder Ka Para-—e-Jigar Kahun Tuze.
Shano-Shauqat Sirat-O-Surat Vo Andaje Khaaki,
Ya-‘ne‚ ‚  Misl-E-Aftaab-O-Mahetaab Kahun Tuze-Â…
Heela Kar Rakh Di Bunyaade Kasr-E-Shahii Ko,
Ya-‘ne‚  Jazba-E-Mard-E-Muzahid Kahun Tuze-Â…
Gurur-E-Takhte Shahi‚  Ko Dhul‚  Chatai‚  Bar-Bar,
Ya-‘ne‚  Garzata-Sokhta Sher-E-Babbar Kahun Tuze-Â…
Wo Jango Ju Wo Mahir-E- Fann-E-Harab-O-Zarb,
Ya-‘ne‚  Hind Ka Shamshir-E-Be-Niyam‚  Kahun Tuze-Â…
Harr Kaum-O-Millat Ke Dard Se Sada‚  Gamzadah Raha,
Ya-‘ne Sadaqat-O-Adalat-O-Shuja-‘at Ka Paikar Kahun Tuze-Â…
Be Intehaa-‘n Kaum-O-Millat‚  Ki Mohabbat‚  Ka Markaz,
Ya-‘ne Amir-E-Carva, Rahabar-O-Rehnuma Kahun Tuze-Â…
Hindosta Ko Diya Jisne‚  Pahela Tohafa Rocket-Missaeil Ka,
Ya-‘ne Waqt Ka Science Da Mohakkiq Mahir‚  Kahun Tuze-Â…
Tu Tanha Fathul Mujahedin-Fateh Ali, Mardan-E-Hind
Ya-‘ne -Å—raza- Mastan-O-Aualia Ki Dua-O-Karamat Kahun Tuze