Baato Baato Me Hamne Haal-E-Dil Bayan Kar Di
Aur Haste Haste Unhone Hamare Ye Ubharte Khab Tabha Kar Di
Kaha Tumhari Baat Me To Kafi Gehrayi Hai
Par Is Rah Me Chalkar Chot Hamne Bohot Khayi Hai
Salha Yahi Hai Meri Ke Rakhna Ho Jindagi Ko Gam Se Aazadto Ishq Na Karo
Aur Jo Ki Bhi Ho To Duniya Walo Se Iski Jikr Na Karo
Kyun Ke Mutthi Me Yahan Log Namak Liye Phirte Hain
Mil Jaye Jahan Koi Ghayalto Us Chot Me Hi Ye Sab Malte Hain
Ye Sun Kar Mujhe Laga Ke Wo Hame Umar Bhar Askho Me Rehne Ki Saza De Gayin
Ya Jindagi Ko Shukoon Se Beetane Ki Dawa De Gayin