Are Aaj Ka Insaan Kya Is Dharti Ko Aabaad Karenge,
Wo To Is Dharti Ki Sewa Bhi Apne Baad Karenge
Are In Insaano Ka Bas Chale To Paison Ke Liye,
Ye Kambakht Apni Jindagi Khud Barbaad Karenge
Insaano Me Aa Jaye Sochne Samajhne Ki Shakti,
Hum To Ab Khuda Se Bas Yahi Fariyaad Karenge
Jo Jeete Hain Khud Ke Liye Na Ki Dusaron Ke Liye,
Are Wo Kaise Liya Is Zindagi Ka Swaad Karenge
Are Main Agar Mar Bhi Gaya To,Wada Raha Ki,
Duniya Wale Ghayal_shayar Ko Humesa Yad Karenge