Apno Se Puchhe Bager Mein Kis Or Chal Pada
Wo Mere Miyar Se Pucho
Gir Ke Kese Khood Ko Uthaya
Wo Mere Nadaani Se Puchho
(Miyar = Standard) (Nadaani = Ignorance)
Tere Dar Pe Kiya Khoya Hein Aur Kiya Paya Hein
Wo Meri Khudgarzi Se Puchho
Aaj Es Mukaam Per Ponch Kar Kiyon Meine Vinatee Kii
Wo Mere Zimeidaari Se Puchho
(Khudgarzi = Selfish) (Zimeidaari = Responsibility)
Har Ilzaam Ke Liye Kiyon Qhuda Ke Dar Ko Yaad Kiya
Wo Mere Asoolon Se Pucho
Har Praathnaa Ke Bad Kiyon Ghutno Pei Jhukna Pada
Wo Mere Aham Se Pucho
(Ilzaam = Accusation) (Aham = Ego) (Asoolon = Principles)
Mujhe Kush Dekh Kar Kiyon Tere Garoor Ko Chot Lagee
Wo Apne Gaurav Se Puchho
Mere Aane Pe Kiyon Tera Sar Juk Gaya
Wo Mere Kaamyaabi Se Puchho
(Gharoor = Pride) (Jawani = Inexperience) (Kaamyaabi = Accomplishments) (Gaurav = Dignity)
Mere Manzil Kaa Raasta Tune Kiyon Zaahir Kar Diya
Wo Mere Imaan Se Puchho
Tere Chamatkaar Pei Meine Kyon Vishwas Nahin Kiya
Wo Mere Bohj Se Puchho