Apno Ke Dil-E-Ehsaas Sehra Mein Saraab Ban Gaye
Apno Ke Saye Dusron Kii Roshni Mein Alag Ho Gaye
(Dil-E-Ehsaas = Feelings In Our Heart), (Sehra = Desert),
(Saraab = A Mirage In The Desert), (Saye = Shadow)
Humare Khoon-Se-Bandhi Dosti Mein Fasile Barh Gaye
Rishton-Ke-Dhaage Khoon Se Tanha Ho Gaye
(Khoon-Se-Bandhi = Tied With Blood), (Rishton-Ke-Dhage = Relationship Tied With Threads),
(Tanha = Lonesome)
Humne Ye Silsile Kisi Aur Matlab Se Shuruh Kiye
Ke Mera Suluuk Aap Ko Kuch Paraya Lagne Lagaa
(Suluuk = Behavior), (Paraya = Different)
Mei Aur Mera Mazi Saath Chal Na Bhul Gaye
Ke Mere Asli-Irade Aap Ko Farebee Lagne Lagaa
(Mazi = Past), (Asli-Irade = Genuine Intentions), (Farebee = Fraud/cheat)
Mei Ne Apne Zindagi Ka ƒ‘’šaqibat Qaim Kar Diya
Ke Mere Manzil Ka Rasta Sabko Naqli Nazar Aayaa
(ƒ‘’šaqibat = Future), (Manzil = Goal), (Naqlee = Artificial)
Apne Buzurgon Ki Tareekh Pei Jab Vishvas Hua
Mere Gharwalon-Ka-’Raj’ Utna Juhta Nazar Aayaa
(Buzurgon = Elders), (Tareekh = History), (Gharwalon-Ka-’Raj’ = Family Kingdom)