Apne Halath Toh Ab Kuch Is Tarah Ke Lagte Hai
Zindgi Meri Ab Saza Si Lagti Hai
Ab Toh Khushion Ke Armaan Bhi Na Rahe Baqi
Khushi Aai Toh Kisi Ki Baddua Si Lagti Hai
Ruthe Hue Ko Manane Ka Ab Shouq Bhi Na Raha
Kisi Ko Manana Bhi Ab Ek Sazaa Si Lagti Hai
Aaiyene Mein Qudse Nazar Nahi Mila Paati Mein Kun?
Dikhti Hai Jo Surat
Woh Mujhe Behadd Qafaa Si Lagti Hai
Chupaya Dil Mein Ghumon Ka Jahan Baithe Hain
Hum Teri Yaad Mein Bass Bejaan Se Baithe Hain
Yeh Baat Aur Hai Ki Hum Manzil Tak Naa Pohench Sake
Magar Hum Saare Kantoun Bhare Rahoun Ko Chan Baithe Hain
Gardish Me Taqdeer Hume Aur Kya Satayegi
Luta Kar Hum Apna Naam Wo Nishaan Baithe Hain
Ek Yeh Mohabbat Ka Dushman Hai
Jise Saariyat Maan Baithe Hain