Ansoo Nikal Pare To Teri Laj Reh Gai
Izhar-E-Gham Ka Warna Saleka Na Tha Mujhe
Dekhy Nahe Jatey Ankon Pe Tere Ansoo
Hum Tujh Se Gela Kar Ke Pareshan Bohat Hain
Ab Dil Ki Tamana Hai Kaash Aisa He Ho
Ansoo Ki Jaga Ankh Sey Hassrat Nikaley
Hum Bezoban Nahe They Magar Bezoban Rahey
Ansoo He Hassraton Ke Tarjoma Rahey
Behtey Hain Teri Yaadon K Anso
Jisey Koi Sawaan Ki Ghata Tootke Barsey
Jab App Ki Yaad Ati Hai Dil Ko Tham Letey Hain
Nikal Atey Hain Ansoo Jab Tera Naam Letey Hain
Theher Ja Mere Ansoo Na Bahir Ankh Se Ana
Mile Ga Kia Meri Khalat Pe Duniya Ko Hasaney Mein