Ankhein Khuli To Ekk Sapna Toota;
Sapne Mai Koi Apna Chuta,
Chah Kar Bhee Sapna Jod Naa Paye;
Us Apne Ko Hum Rook Naa Paye,
Mallom Huwa Wo Sapna Naa Tha;
Behoshi Ke Pehley Ka Lamha Ekk Tha,
Ankhein Hui Jo Num Humari;
Bikhri Sari Khawaishey Humari,
Wo Apna, Saath Chhod Gaya Jo;
Humse Nata Tod Gaya Jo,
Ekk Wohi To Humara Tha;
Jeeney Kaa Humara Sahara Tha,
Pyaar Se Bhi Wo Pyaara Tha;
Humari Aankhon Ka Sitara Tha,
Humarey Saath Ye Kuy Hona Tha;
Abhi Abhi To Humney Dekha Ekk Sapna Salona Tha,
Tareef Kii Thi Saab Ney Humari ;
Raab Ney Wah Kya Jodi Hai Banai,
Kya Pata Kisi Hai Nazar Lagi;
Kii Humse Humari Kismat Ruthi,
Ankhein Khuli To Ek Sapna Tuta;
Sapney Mai Koi Apna Chuta.