Anjaame Ulfato Ke Anjaan Chah Thi
Jis Or Najre Jaati Us Or Raah Thi
Wo Chahte The Pyar Saccha Ek Pal Ko Hi Sahi
Har Sakhs Ki Daman Pe Bekhbar Nigaah Thi
Ke Khamosi Ijhaar Ko Maat Di Jaati Hai
Saadgi Sringaar Ko Maat De Jaati Hai
Ke Ishq Hi Nahi Duniya Me Ibadat Ka Sila
Dosti To Pyar Ko‚  Maat De Jaati Hai
Khushiyo Ke Pal Jo Hai Ye Paigan Dosti Ke
Aankhon Se Jo Hai Chalke Hai Jaam Dosti Ke
Ai Kaas Ke Khumari Utre Na Doosti Ke
Ab Jindgi Hamari Hai Naam Doosti Ke