Alfaaz Jo Utre Kagaz Par Dil Ki Juban
Ban Gaye, Kalam Ne Jo Kiya Aagaz Kahani
Ka Aankhon Se Aansoo Behne Lage,
Koshish Thi Ki Jhakham Dil Ke Khul Jaye
Gehre, Par Jane Kyun Haath Lagate Hi Yeh
Phir Se Risne Lage
Bhadye Jo Kadam Beet Chuke Kal Ki Waqt
Ki Taraf, Har Yaad Ke Saath Dil Me Dard
Mehsoos Hone Lage,
Sab Kuch Sambhala Hamne Phir Ki Koshish
Likhne Ki Par Dheere-2 Phir Usi Gamo Ki
Duniya Me Dhasne Lage
Wahi Galiya Purani Aankhon Ke Samne
Aay Phir Kadam Maikhane Ki Taraf Bhadne Lage,
Khoob Pee Hamne Bhari Mehfil Me Beth Kar,
Phir Tere Naam Par Aate Hi Bikhar Kar Rone Lage,
Kalam Ne Ki Guzarish Iss Tarah Mujhse Bass
Kar Ae Bekhabar Ki Dekh Tere Gamo Ki Wajah
Se Chand-Taare Bhi Rone Lage