Ae Dil Rona Nahi Hain
Kase Samjhaoo Kaa Ab Rona Nahi Hain
Rona Wale Ko Yeh Duniya
Aur Rolati Hain
A Dil-E-Masoom Tu Naa Ro
Bohat Ro Liya Hain
Ab Tu Naa Roo Kyon Kai Yeh Duniya
Rona Wale Per Hasti Hain
Ab To Samajh Ja A Dil-E-Masoom
Jo Chala Gaya Hai Wo Lot Kar Ata Nahi Hain
Har Taraf Tanhai Hain
Har Taraf Andahra Hain
Dua Main Bus Maine Us Ko Maanga Hain
Wo Bhi Mujhe Nahi Mila Hain
Sab Kuch Ho Kar Bhi
Zindagi Adhori Si Lagti Hain
Phir Bhii Tum Mujhse Kahte Ho Rona Nahi Hain
Es Waqt Puri Duniya Mujh Par Has Rahe Hain
Dil Rona Chahta Hain
Aur Tum Kahte Ho Rona Nahi Hain
Joutha Khwab Dhekatee Rahe Tum
Mujhe Ab Koi Khwab Nahi Dhekna Hain
Yeh Duniya Dhoka Se Bhari Hain
Mujhe Es Duniya Mein Ab Nehi Rahna Hain
Har Koi Jate Jate Lambi Umar Ki Dua De Jata Hain
Du’a De Kar Mujhe Apna Fidya Ka Liye Istmal Kar Ke Chale Jata Hain
Mujhe Zindagi Se Ki Shikyaat Nahi Hain
Mujhe To Es Zindagi Ne Sab Kuch Diya Hain
Dost, Pyar Sab Kuch Diya
Har Mod Par Unse Wafa Ke Hain
Par Anjaane Me Bewafa Ho Gaye Hain
Shikyaat To Bus Apna Naseeb Se Hain
Kyon Humne Sab Kuch Paya Kar Bhi Koh Diya Hain
Apni Takqeer Hi Karab Hain
Jo Use Hasil Kar Kai Bhi Kise Aur Ko De Diya Hain
Humne Hi To Khod Apna Hatho Se
Apni Khud Kabar Bana Li Hai
Ab Es Mod Aa Khadi Hu Ma
Ekk Taraf Pyaar Hai Or Ekk Taraf Dost
Ye Dil Tut Gaya Hain Par
Phir Bhi Rona Nahi Hain
Bus Ab Rona Nahi Hain