Aboor Har Khatar-E-Zindagi Kiye Zeher Pee Raha Hai Koi
Apni Hi Mauj-E-Ahk Mein Doob Raha Hai Koi
Tum Mere Shaayad Ho Hi Nahin Sakte
Phir Kyun Har Aazmaaish Se Guzar Raha Hai Koi
Adoo-E-Jaan Gurez Kar Shamsher-E-Be_jaa Dikhaane Se
Marne Ki Aas Mein Mar Raha Hai Koi
Ik Palak Mein Nazaara-E-Duniya Tabdeel Hogaya
Apne Hi Dar Mein Be Dar Phir Raha Hai Koi
Pehle To Qawara Mere Tha Aaina Naqsh
Shaayad Ab Chehra Mera Badal Raha Hai Koi