Ab To Maghdar Main Phasne Ki Adat Ho Gayi Hai Humari
Ab To Daldal Mai Dhasne Ki Fitrat Ho Gayi Hai Humari
Ab To Aag-Ke-Darya Mai Jalne Ki Khasalat Ho Gayi Hai Humari
Ab To Har Pal Ankhoon Se Risne Ki Shahadat Ho Gayi Hai Humari
Ab To Nafrat Se Milne Ki Mohabat Ho Gayi Hai Humari
Ab To Pather Se Ghisne Ki Adavat Ho Gayi Hai Humari
Ab To Kantoon Se Guzarne Ki Alamat Ho Gayi Hai Humari
Ab To Maut Ke Na-Anne Se Zindagimohlat Ho Gayi Humari
Ab To Dil Ke Dhadkne Se Sanse Kayamat Ho Gayi Hai Humari