Aay Musafeer Chalne Wale
Kabhi Mudkar Bhi Dekh Liya Kar
Aapno Ko Hi Tu Piche Chood Aaya Hain
Uunhe Alvida To Keh Diya Kar
Aay Musafir Chal Ne Wale
Sath Tere Chale The Woh Kabhi
Aapne Hatho Me Tera Hath Pakad Kar
Theerak Rahe Hain Aaj Unhi Ke Kadam
Kabhi To Unka Sahara Bana Kar
Aay Musafir Chal Ne Wale
Di Jisne Tuje Anmol Zindagi
Zindagi Me Jina Sikhaya Tuje
Aaj Wohi Laad Rahe Hain Aapni Zindagi Se
Kabhi To Unki Dhal Bana Kar
Aay Musafir Chal Ne Wale
Na Diya Hain Kisi Ko Zamane Ne
Aur Na Tuje Zamana Kuch De Jayega
Aapne Hi Anmol Hote Hain Nihar
Kabhi To Unhe Yaad Kar Liya Kar
Aay Musafeer Chalne Wale
Kabhi Mudkar Bhi Dekh Liya Kar
Aapno Ko Hi Tu Piche Chood Aaya Hain
Uunhe Alvida To Keh Diya Kar