Aaj Tum Is Tarah Beetab Na Hote
Tere Hothon Pe Lafz Mohabbat-E-Barbaad Na Hote
Tune Ek Baar To Kiya Hota Humko Bhi Bari
Bure Itne Nahin Ki Aapni Dhadkan Ko Bhi Yaad Na Hote
Tune Ke Baar Kiya Hota Jo Maafi Ka Karam
Jo Aaj Hain Hum Waise Kabhi Aandaz Na Hote
Yaad Hai Jab Tumko Jab Kaha Tha Priya Humne
Mast Itne Bhi Nahin Hote To Barbaad Na Hote
Hum To Aaj Bhi Baithe Hai Tera Daman
Vo Alag Baat Hain Daman Ke Saath Aap Nahin Hote
Kyon Hamari Khatayon Ki Di Tumne Hai Khud Ko Saaza
Tu Jaise Hai Khaafa Bhagwan Bhi Yum Naraaz Nahin Hote