Aaj Rote Rote Hi Yakbayak Khud Par Hasin Aa Gayii
Bewaqt Betukii Hi Magar Kuchh Dair Ko Jee Behla Gayii
Ghumon Se Manusiyat Ho Jati Hai Kehte Hain Natjurbekar
Humein To Jub Jub Teri Yaad Aayi Phir Zinda Kar Mar Gayii
Jo Mangte Hain Zindagi Ki Duaein Woh Faraz Ke Liye Lillah Mang Lein Maut
Zalim Arse Se Jeeye Jata Hai Par Har Saans Pe Un Kehta Hai Ki Bus Ab Saans Gayii
Raho Tanha Mohabbat Se Mahroom Mar Bhii Gaye To Kyaa Badi Baat
Fitratan Zamana Bhii Keh Degaa Eik Aur Jawani Na Kaam Gayii