Aaj Na Jaane Wo Itna Kyo Yaad Aaye
Hum Ashqo Ke Samunder Par Na Kabu Kar Paye
Har Dhadkan Unke Liye Dhadakti Hai
Har Ahat Unka Hi Dastak Deti Hai
Hawa Bhi Na Unka Laayi Paigam
Intezar Mein Beeti Kitni Tanha Shaam
Kya Kahu Kuch Ab Kaha Nahi Jaata
Bin Unke Ab Raha Nahi Jaata