Aaj Mere Sanam Ne Sehra Bandha Hai
Nikali Hai Barath‚  Kisi Aur K Angan Pahunchi Hai
Chadi Hai Suhag Ki Chudiyan Kisi Aur K Haath
Aaj Uske Naam Ki Mehndi Kisi Aur K Haath Rachi Hai
Bani Hai Koi Dhulhan Mere Sanam Ke Liye
Aaj Kisi Ka Char Diwari Phoolo Aur Roshni Se Saji Hai
Jagi Thi Ye Aas Usne Mere Man Mein
Par Aaj Usne Kisi Aur Ki Maangh Sajai Hai
Vaada Kiya Tha Mera Saath Nibane Ka
Par Aaj Kisi Aur K Sang Usne Apni Dhuniyan Basai Hai
Main Aaj Khush Hun Ki‚  Woh Khush Hai
Par Najane Kyun Palko Yea Nami Kyun Chai Hai
Labo Par Chai Hai Der Sari Muskarahat
Par‚  Kyun Is Man Mea Tanhai Hai
Aaj Kisi Aur Ki Doli
Mere Sanm K Ghar Ko Nikali Hai
Ab Nahi Saha Ja Raha Mujhse Yea Dard
Kyun Kisi Ki Chuti Mere Sanam K Liye Khanki Hai
Tar Tar Tadap Raha Hai Mera Heart: Dil
Ashko Ki Dhar Labo Tak Chalki Hai
Royegi Tho Aaj Uski Bhi Dulhan
Par Mere Ansuo Ki Kisko Padi Hai
Aaj Mere Sanam Ne Sehra Bandha Hai
Nikli Hai Barath‚  Kisi Aur K Angan Pahunchi Hai
Kisi Aur K Angan Pahunchi Hai Kisi Aur K