Aaj Log Ghar Nahi, Makanoon Mein Rehte Hain-Â…..
Chand Armaan Ujade Viranoon Mein Rehte Hain-Â…..
Khwab Mein Hota Hai, Bus Unhi Kaa Tasavur, Aur-Â…..
Samajhte Hain Hum Unke Khayalon Mein Rehte Hain-Â…-Â…
Koi To Shukragujaar Hoga Iss Inayat-E-Bhram Ka-Â…..
Kii Chalo, Hum Zinda In Jahanon Mein Rehte Hain-Â…..
Mandir Choda, Chod Gayin Masjid Ki Vo Galiyaan -Â…-Â…
Kutch Ehsaas, Shab-O-Roz, Maikhano Mein Rehte Hain-Â….
Koi Tapish Unhe Na Koi Jalan Hi Mehsoos Hoti Hai-Â…-Â…
Jo Log Ubalte Hue *Aabagiinon Mein Rehte Hain.-Â…
*Berabt Jab Hua, Shaks Jo Tha Kabhi *Ahal-E-Dil-Â…..
Us Roz Se Hi ^aman^ Beganoon Mein Rehte Hain-Â…..
Aaj Hum Ghar Nahi, Makanoon Mein Rehte Hain-Â…..
Mere Armaan Ujade Viranoon Mein Rehte Hain-Â…..
*Ahal-E-Dil= Dil Mein Rehne Wala
*Aabagiinon= Water Bubbles
*Berabt= Urelated