Aaj Fir Tanhaai Ka Daur Chala Hai
Barsoon Baad Ruswaai Ka Daur Chala Hai
Meri Nam Aakhne‚  Aur Ye Nam Gulshan
Waffaaon Ke Patte Zarne Lage Hai
Ye Dard Aur Ye Shard Mausham
Hargiz Samjaya Dil-E-Barbaad Ko Mene
Fareb Hai Muhoobat Aur Ye Tilssm-E-Sanam
Mukkdar Mein Likha Hai Ab To Shaayd
Ye Dard Aur Ye Shard Mausham
Ab Umeedon Ka Janaza Utthaun Kase
Yahaan Na Garat Rahi Na Dil Mein Raham
Log Bhi Nahi Aaten Gharon Se Bahar Dekho
Ye Dard Aur Ye Sard Mausham
Khawaish Bas Baaki Na Ho Koi Nishaan Mera
Fanaa Karna Har Arrman‚  Tera Har Karm
Dhuaan Utthega Khaak Se Mere Wffa Ka
Jb Bhi Aayega Ye Dard Aur Ye Sard Mausham
Tadpogi Tum Bhi Tarsoogi Tum Bhi Shiyaa Raaton Mein
Mehkegi Chandniab Sajegi Shabanam
Mera Pyaar Pura Chand Hofalak Per Dua Karo
Laut Ke Aayega Mukarrar Hai
Ye Dard Aur Ye Shard Mausham
Ye Dard Aur Ye Shard Mausham