Aaj Aap Aaye Ho Humme Aaj Neend Aajaayegi
Ke Tera Chehra Dekhte Dekhte Aankh Lag Jaayegi
Ek Arse Baad Neend Aayi Hain Mujhko
Ab Chaahta Hoon Hamesha Ke Liye Neend Aajaaye Mujhlko
Tere Dar Per Main Aataa Thaa Subeh Shaam
Teri Ek Jhalakh Ko Tarasta Thaa Main
Magar Meri Zindagi Mein Who Din Kabhi Aayaa Nahin
Tum Mujhe Milo Kabhi Sehra Mein Aisa Din Koi Aaya Nahin
Tera Aashiq Thaa Teri Aashiqi Mein Mar Jaaunga
Main To Paagal Deewaana Tha Deewaana He Mar Jaunga
Naam Tere Ek Ilzaam Zaroor Kar Jaaunga Main
Tera Tasabur Meri Maut Ke Baad Bhi Mere Saath Jaayega
Zindagi Bhar Chaaha Hain Maine Tujhe
Mere Janaaze Per Bhi Naa Aayega Tu Aise Umeed Nahin Thi Ki Maine
Aaj Tak To Peeta Aayaa Hoon Tanha Tumhaare Saath Pee Jaaye
Bottale Kholkhar To Bohat Pee Hain Humne Aaj Dil Kholkher Pee Jaaye
Chalo Ab Subeh Hogayi Raat Aachi Katti Thi Dost Us Bewafa Ke Saath