*GHAZAL*

Usne kaha,

Tm men phly c bat nhe

Mene kaha,

Insan hun koi science ki ejad ni:)

Usne kaha,

Ab b kisi ki ankhon men doob jate ho..??

Mene kha,

pagal ho kia..??

ankhen hen koi talaab nhe:)

Usne Kaha,

Q Toot k Chaha tha Mje..???

Mane Kaha,

Demagh kharab tha,iska koi jawab nhe:)

Usne Kaha,

Kya Men Bewafa Hun..???

Mane kaha,

Tu itna dhokebaz hy jska koi hisab nhe:)

Usne kaha,

Bhol ja Mjko

Mene kaha,tu hy kon..???mjy to ye b yad nhe..:-)!!!