Farz karo

tum kuch na pao

apna aap luta kar bhi

Farz karo

koi mukar hi jay

sachi qasam utha kar bhi

farz karo

ye farz na ho

sachi aik haqiqat ho

teray ishq k har aik rastay par

jana aik qyamat ho

or suna he

ye qyamat to

khoon jigar ka peti he

tum to jana farz karo gy

muj pe ye sb beti he