3 Dost ikaty ja rahy thy k achanak 1 pari aye aur kaha k may tum 3 ki 1,1 wish pori kar sakti ho.

1st:may white aur handsome hona chahta ho.

Pari na us ko white aur handsome bana dia

2nd:yahi wish meri b ha

Pari nay us ki b wish pori kar di

3rd wala hans raha tha,pari ny kaha hanso mat or wish batao.3rd wala:in dono ko phir kala kar do.

Moral! Frndz hote hi kaminay hain.