[;Diya;]

.

Ziddi Guriya Tum ne meri koi baat na maani,

.

Wohi kiya na akhir tum ne jiski apny dil mein thaani,

.

Pgal Guriya

.

Taiz hawa mein Diya jalaya tha jo tum ney,

.

Akhir kub tak jalta rehta Hawa sey larta rehta,

.

Hawa se larty larty ek din Bhuj hi gya woh diya tumhara,

.

Lekin tum ko khaber nahi hai jis din sey woh diya bhuja hai,

.

Us din sey mein sulag raha hun. . .