Dil ka dard chupana kitna mushkil hay

Toot k phir muskrana kitna mushkil hay

Door tak jab chalo kisi k sath to phir

Tanha laut k aana kitna mushkil hay.